Thursday 16 August 2012

Der Lagi Lekin-(Zindagi Na Milegi Dobara 2-2011)-Songs Lyrics

Der lagi lekin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Jaise bhi ho din
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Ab maine…
Yeh jaana hai
Khushi hai kya
Gum kya..
Dono hi
Do pal ki hai rutein
Na yeh there na rukein
Zindagi do rangon se bane
Ab roothe ab mane
Yeh hi toh hai
Yeh hi toh hai
Yahan..
Der lagi lekin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Ab maine..
Yeh jaana hai
Kise kahoon apna
Hai koi
Jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaisa carvaan
Tu hai tanha kab yahan
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..
Koi sunaye joh
Hasti muskarati kahani
Kehta hai dil
Main bhi sunu
Aanson ke moti ho
Jo kisi ke nishani
Kehta hai dil
Main bhi chunu
Bhaayein dil ki
Ho bhaaon mein
Chalta chalu
Yuhin rahon mein
Bus yuhin
Ab yahan
Ab wahan
Der lagi lekin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai
Jeena seekh liya
Hai koi
Jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaisa carvaan
Tu hai tanha kab yahan
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..
Sab hi toh hai
Sab hi toh hai
Yahan..

No comments:

Post a Comment